Ramadan Mubarak Quotes In Hindi

रमजान मुबारक कोट्स हिंदी में पढ़ेंगे आपको यहाँ रमजान मुबारक से रिलेटेड सारी जानकारी मिल जाएगी बहुत से लोग रमजान मुबारक कोट्स के लिए गूगल पर सर्च कर रह

 अस्सलाम अलेकुम दोस्तों स्वागत है आपका हमारे ब्लॉग में आज के इस पोस्ट में रमजान मुबारक कोट्स हिंदी में पढ़ेंगे आपको यहाँ रमजान मुबारक से रिलेटेड सारी जानकारी मिल जाएगी बहुत से लोग रमजान मुबारक कोट्स के लिए गूगल पर सर्च कर रहे है लेकिन उनको रमजान बेस्ट कोट्स 2023 लेटेस्ट मिल जायेगे साथ में व्हाट्सप्प Dp और अच्छे अच्छे इमेज मिल जायेंगे आप इन कोट्स को अपनों के साथ शेयर कर सकते है -


Ramadan Status In Hindi For WhatsApp





1.ya Rab Har Imaan Wale Ko 

Roza Rakhne Ki Hidayat Ata Farma


2. Yeh Maszid Bhi Zbardast Insaf Ki Jagah Hai 

Jahan Gareeb Aur Ameer Dono Sath Bheek Mangte Hai


3.  "Ameen" Ya Allah  Hame Is Ramzan Zayada Se Zyada Nekiya 

Ekjatta Krne Ki Aur Gunaho Se Mehfuz Rehne Ki Taufic Ata Farma


4.  Roza Ese Rakho Jaise Zindagi Ke Gunah Ek Bhi Roze Main Khatam Ho Jaye



5. Eid Ki Kharidi Aisi Jagah Se Kare Jo Aapki Kharidi Ki Wajh Se Eid Mana Sake 


6. Ya Rab Kuch Is Qadar Ehsas Kr De  Ramzan Me Gunaho Se Pak Kr De 



7.  Tum Apne Rab Ki Kon Kon Si Neamato Ko Jhutlaoge



8. Sabar Kro Har Cheez Asan Hone Se Phle Mushkil Hoti Hai 


9. Aye Mahe Ramzan Ahista Chal Abhi Kafi Qarz Chukana Hai 

Allah Ko Karna Hai Razi Aur Gunaho Ko Bakshwana Hai



10. Khauf E Khuda Dekhna Hai Toh Muslman Ka Dekho Jo

Roze Mein Wazu Ka Pani  Muhh Me Le Kar Bhi Nhi Peete 


11.  Hazarat Mohmmad Sallallahu Alaihe Wassalam Ne Farmaya 

Jannat Me Ek Darwaza Esa Hai Jiska Nam Rayyan Hai 

Us Darwaze Seqayamat Ke Din Roza Daar Hi Dakhil Honge 


12. Dhoop To Bahhut Hai 

Par Momino Sabar Bhi Gazab Hai 



13. Sabar Krke Insan Thak Zarur Jata Hai

Magar Rab Ki Taraf Se Jab Milta Hai 

Sabar Ka Sila Toh Thakan Se Kai Jyada Sukoon Millta Hai  



14. Dua Apne Liye Mangna Ibadat Haia Aur Dusro Ke Liye Mangna Khidamat 

Ibadat Se Jannat Milti Hai Aur Khidmat Se Khuda 


15.  Bacha Roza Rakh Le Toh Maa  Sara Din Use Pyar Aur Shafqat Se Dekhti Hai 

Kabhi Socha Hai 70 Maao Se Zayada Mohbbat Krne Wala Humara Rab Rozedaro Ko Kis Nazar Se Dekhte Hoga 


16. Kisi Ka Iman Kabhi Roshan Na Hota Aagosh Me Mmusalman Ke Agar Quran Na Hota 

Duniya Na Samajh Pati Kabhi Bhuk Aur Pyas Ki Kimat  Agar 12 Mahine Me 1 Ramzan Na Hota 


17. Ramzan Ka Chand Dekha Rmzan  Ki Dua Mangi

Roshan Sitara Dekha Teri Kheriyat Ki Dua Mangi 

Allah Pak Har Dil Ki Tamanna Puri Kare Ameen 


18. Rehmat Aur Barkat Ka Aya Mehman 

Maimat Aur Magfirat Ka Milega Inam 

Kar Lo Taiyari Istaqbal Ki 

Aa Raha Hai Pyara Ramzan 


19. Kya Khub Ibadat Bakshi Tune Ek Roze Me 

Sabar Bhi Shukar Bhi Fikar Bhi

 Neymat Bhi Aur Rehmat Bhi 


20. Na Rahega Sada Kuch Hi Dino Ka Hai Mehman 

Rehmat Se Bhar Lo Jholiya Guzar Raha Hai Ramzan 



21.bezubano Ko Jab Wo Zuban Deta Hai 

Padne Ko Fir Wo Quran Deta Hai 

Bakshne Pr Aaye Jab Ummat Ke Gunaho Ko 

Tuhfe Main Gunahgaro Ko Ramzan Dete Hai



22.  Gul Ne Gulshan Se Gulfam Bheza Hai

Sitaro Ne Aasman Se Salam Bheja Hai 

Mubarak Ho Apko Ramzan Ka Mahina 

Ye Paigam Humne Sirf Apko Bheja Hai 


23. Hum Na Hoge Shayad 

Pr Agle Sala Bhi Ayega Ramzan 

Dar Haqiqat Ramzan Nahi Insan H Mehman 




24.  Ya Allah Tera Shukar Hai

 Tune Ek Bar Fir Humein Roza Naseeb Kia


 

25. Chand Ki Pehli Dastaq Pe Chand Mubarak Kehte Hai 

Sabse Pehle Hum Apko Ramdan Mubarak Kehte Hai


26. Kitni Jaldi Ye Mehman Chal Diya 

Rehmnate Bant Kr Ye Ehsan Chal 

Har Sal Ki Tarah Ulzhan Me Hu Aaj Bhi 

Ibadat Shuru Hi Ki Aur Ramzan Chal Diya


27. Allah Ke Sabse Pyare Log Hai Jo Logo Ko Sabse Jyada Fayda Phuchate Hai 


28. Na Ho Jo Kismat Mein 

Wo Rone Se Bhi Nhi Milti 

Lekin Mang Lo Duae Allah Qubul Krta Hai 



29.  Roza Rakhne Se Wazan Nhi Gunah Kam Hote H 



30. Farmane Mola Ali Alaih Salam 

Mujhe Ibadat Me Do Cheeze Bahut Pasand Hai 

Sardi Ke Mosam Me Fazar Ki Namaz 

Aur Garam Mosam Me Ramzan Ke Roze 



31.zannat Main Gam, Aaansu, Hasad, 

Pareshani Aur Khauf Naam Ki Koi Cheez Nhi Hogi 

Waha Sirf Khushi, Sukoon Aur Itminan Hoga.

Allaha Tala Humen Zannat Me Le Jane Wale

 Amal Krne Ki Taufiq Ata Farmayen 



Post a Comment

© NAAT LYRICS. All rights reserved. Distributed by Finroz