Koy Nabi se Ana sa ke hum Rahat hi kuch aisi thi lyrics

Koay Nabi (Saw) Se Aa Na Sake Hum,rahat Hi Kuch Aisi Thi Ko-e-nabi Se Aaa Na Sake Hum,rahat Hi Kuch Aisi Thy Yaad Rahee Na Jannat Humko, Jannat Hi K

Koy Nabi se Ana sa ke hum Rahat hi kuch aisi thi lyrics 


Koay Nabi (Saw) Se Aa Na Sake Hum,rahat Hi Kuch Aisi Thi

Ko-e-nabi Se Aaa Na Sake Hum,rahat Hi Kuch Aisi Thy

Yaad Rahee Na Jannat Humko, Jannat Hi Kuch Aisi Thee

Yaad Rahi Na Jannat Humko, Jannat Hi Kuch Aisi Thi.


Takkte Rahein Yousaf Jaise Bhi, Hashr Main Unke Chehre Ko

Takkte Rahe Yousaf Jaise Bhi Hashr Main Unke Chehre Ko

Jab Poocha Tu Kehnay Lagay Woh, Surat Hi Kuch Aisi Thee

Jab Poocha Tu Kehne Lage Woh, Surat Hi Kuch Aisi Thee.


Yaad Rahi Na Jannat Humko, Jannat Hi Kuch Aisi Thee.


Bolo Aey Jibreel Ke Unki, Kyun Kar Taliyan Choomi Thein

Tu Kehne Lage Jibreel Ke, Unki Azmat Hi Kuch Aisi Thee

Kehne Lage Jibreel Ke, Unki Azmat Hi Kuch Aisi Thee.


Yaad Rahee Na Jannat Hum Ko, Jannat Hi Kuch Aisi Thee

Yaad Rahee Na Jannat Hum Ko, Jannat Hi Kuch Aisi Thee.


Duniya Mein, Sarkaar (Saw) Ki Naatein, Parhtay Rahein Har Eik Lamha

Qabr Mein Beti Naat Labhoon Par, Aadat Hi Kuch Aisi Thi.

Qabr Mein Beti Naat Labhoon Par, Aadat Hi Kuch Aisi Thi.


Yaad Rahi Na Jannat Humko, Jannat Hi Kuch Aisi Thee.


Pass Bulaya, Pass Bithaya, Arsh Pe Unko Khaliq Nay

Yeh To Akhir Hona Hi Tha, Chahat Hi Kuch Aisi Thee

Yeh To Akhir Hona Hi Tha, Chahat Hi Kuch Aisi Thee.


Yaad Rahee Na Jannat Humko, Jannat Hi Kuch Aisi Thee.


Akbar-o-asghar, Aur Yeh Ghazi, Deen Pe Warein Hans Hans Kar

Yoon Lagta Hai, Deen-e-nabi Ki, Keemat Hi Kuch Aisi Thee

Yun Lagta Hai Deen-e-nabi Ki, Keemat Hi Kuch Aisi Thee.


Kabr Main Hakim Jab Puhanche To Hans Ke Nakeeron Ne Dekha

Kyon Na Farishte Pyaar Say Milte, Nisbat Hi Kuch Aisi Thee

Kyon Na Farishte Pyaar Say Milte, Nisbat Hi Kuch Aisi Thy.


Yaad Rahee Na Jannat Humko, Jannat Hi Kuch Aisi Thee

Yaad Rahee Na Jannat Humko, Jannat Hi Kuch Aisi Thee.


Ko-e-nabi Se Aaa Na Sake Hum,rahat Hi Kuch Aisi Thee

Ko-e-nabi Se Aaa Na Sake Hum,rahat Hi Kuch Aisi Thee.


Post a Comment

© NAAT LYRICS. All rights reserved. Distributed by Finroz