Use Farooq Kehte Hain Lyrics | Use Farooq Kehte Hain Lyrics In Hindi

Use Farooq Kehte Hain Lyrics in Hindi उसे फारूक कहते हैं। नात Lyrics सलाम सलाम सलाम... सलाम या उमर या उमर या उमर या उमर या उमर...

 Use Farooq Kehte Hain Lyrics in Hindi

उसे फारूक कहते हैं। नात Lyrics


सलाम सलाम सलाम...

सलाम या उमर


या उमर या उमर

या उमर या उमर...


उमर का दामन ना छोडेंगे

उमर का दामन ना छोडेंगे...


ज़माना जनता है की मुरादे मुस्तफा हैं वो

निराली शान है उसकी खलीफा दूसरा है वो

अली भी जिसका हो जाए, उसे फारूक कहते हैं

जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।


गली गली नगर नगर

उमर उमर उमर उमर...


सितारों के बराबर नेकियां जिसकी बताते हैं

जिसे सिद्दीक़े अकबर जानशीं अपना बनाते हैं

जिसे फारूक कहकर प्यार से आका़ बुलाते हैं

जिसे दुनिया में जन्नत की बशारत भी सुनाते हैं

नसीबा ऐसा जो पाए, उसे फारूक कहते हैं

जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।


जिधर से देखिये फारूक, एक दफा गुज़र जाएं

नहीं शैतान के हिम्मत, की भूले से इधर जाएं

उमर तो नाम है ऐसा, मुनाफिक़ सुनकर डर जाए

उमर की मनकबत पढ़ दो, सबाई जल के मार जाएं

वो जिसका रोब छा जाए, उसे फारूक कहते हैं

जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।


उमर का दामन ना छोडेंगे

उमर का दामन ना छोडेंगे...



हदीस पाक में नामे उमर मनकूल है लोगों

उमर बाग़े रिसालत का हंसी एक फूल है लोगों

उमर सारे ज़माने में बहुत मकबूल है लोगों

उमर का नाम दुश्मन के लिए छितरोल है लोगों

मुनाफिक जिनसे घबरायें, उसे फारूक कहते हैं

जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।


गली गली नगर नगर

उमर उमर उमर उमर...


उमर फारूक़ का रुतबा सहबा में निराला है

उमर के अदल का गैरों में भी मिलता हवाला है

उमर की जुर्रते पैहम के आगे ख़म हिमाला है

उमर के नाम का अजहर जहां में बोल बाला है

जो जारी नील कर जाए, उसे फारूक कहते हैं

जो दर काबे का खुलवाए, उसे फारूक कहते हैं।


गली गली नगर नगर

उमर उमर उमर उमर...


Use Farooq Kehte Hain Lyrics In English


Salam Salam Salam...

Salam Ya Umar


Ya Umar Ya Umar

Ya Umar Ya Umar...


Umar Ka Daman Na Chhodenge

Umar Ka Daman Na Chhodenge...


Zamana Janta Hai Ki Murade Mustfa Hain Wo

Nirali Shan Hai Uske Khalifa Dusra Hai Wo


Ali Bhi Jiska Ho Jaaye Use, Farooq Kahate Hain

Jo Dar Kaabe Ka Khulwaye, Use Farooq Kahate Hain.


Gali Gali Nagar Nagar

Umar Umar Umar Umar...


Sitaron Ke Barabar Nekiyan Jiski Batate Hain

Jise Siddique Akbarjahnashi Apna Banate Hain

Jisse Farooq Kehkar Pyar Se Aaqa Bulaate Hain

Jisse Duniya Mein Jannat Ki Basharat Bhi Sunaate Hain

Naseeba Aisa Jo Paye, Use Farooq Kahate Hain

Jo Dar Kaabe Ka Khulwaye, Use Farooq Kahate Hain.


Jaidhar See Dekhiye Farooq, Ek Dafa Guzar Jaayen

Nahin Shaitan Ke Himmat, Ki Bhule Se Idhar Jaayen

Umer To Naam Hai Aisa, Munafiq Sunkar Dar Jaayen

Umer Ki Manqabat Padh Do, Sabai Jal Ke Mar Jaayen

Wo Jiska Roab Chha Jaaye, Use Farooq Kahate Hain

Jo Dar Kaabe Ka Khulwaye, Use Farooq Kahate Hain.


Umar Ka Daman Na Chhodenge

Umar Ka Daman Na Chhodenge


Hadise Paak Mein Naam Hai Umra Manqool Hai Logon

Umar Baaghe Risalat Ka Hansi Ek Phool Hai Logon

Umar Sare Zamane Mein Bahut Maqbool Hai Logon

Umar Ka Naam Dushman Ke Liye Chhitrol Hai Logon

Munafiq Jisse Ghabrayen, Use Farooq Kahate Hain

Jo Dar Kaabe Ka Khulwaye, Use Farooq Kahate Hain.


Gali Gali Nagar Nagar

Umar Umar Umar Umar...


Umar Farooq Ka Rutba Sahaba Mein Nirala Hai

Umar Ke Adl Ka Gairon Mein Bhi Milta Hawala Hai

Umar Ki Jurrate Paiham Ke Aage Kham Himalaya Hai

Umar Ke Naam Ka Azhar Jahan Mein Bol Bala Hai

Jo Jari Neel Kar Jaaye, Use Farooq Kahate Hain

Jo Dar Kaabe Ka Khulwaye, Use Farooq Kahate Hain.


Gali Gali Nagar Nagar

Umar Umar Umar Umar...

Post a Comment

© NAAT LYRICS. All rights reserved. Distributed by Finroz