bahut yaad aati hai maa naat lyrics in hindi

bahut yaad aati hai maa naat lyrics in hindi ,bahut yaad aati hai maa naat lyrics in hindi ,bahut yaad aati hai maa naat lyrics in hindi ,bahut yaad a
1 min read

 Lyrics of Bahut Yaad Aati Hai - बहुत याद आती हैं तू, मुझे आजमाती हैं तू

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

is mohabbat ne kya kar diya

tujhko chaha to bas, chahata hi gaya

teri chahat ne kya kar diya

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu


kya keh gayi, aaj teri nazar

aa puchh mujhse, meri hamsafar

tu jo nahi to, jawani hai kya

tujh bin sanam, zindagani hai kya

pal pal machalta hai dil

din raat jalta hai dil

teri ulfat ne kya kar diya

tujhko chaha to bas, chahata hi gaya

teri chahat ne kya kar diya

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu


taqdir se maine paya tujhe

dhadkan me apni basaya tujhe

ye pyar kya hai, na jana sanam

bas ho gaya main diwana sanam

kehati hai dil ki lagi aankho se tune jo ki

kehati hai dil ki lagi aankho se tune jo ki

us shararat ne kya kar diya

tujhko chaha to bas, chahata hi gaya

teri chahat ne kya kar diya

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

You may like these posts

Post a Comment