Asslam Aleykum Dosto Aaj Ke Is Post Me Naat E Pak, Naate E Pak Rasool, Ghulamon Ko Madine Mein Bulana Ya Rasool Allah Naat Lyrics Suanane Ja Rhe Hai Aap Youtube Par Status Dalna Chahate Hai To Aapko Yha Se Download Kar Lena Hai Ye Naat Rabiul Awwal Special Naat Hai
Ghulamo Ko Madine Me Bulana Ya Rasool Allah
Tumhi Ho Be-thikano Ka Thikana Ya Rasool Allah.
Karam Se Paas Bulwa Kar Kaleja Kijiye Thanda
Judaai Ke Sitam Kab Tak Uthana Ya Rasool Allah.
Kisi Hille Bahane Se Dikha Do Chaand Si Surat
Kahan Tak Aankh Se Aansu Bahana Ya Rasool Allah.
Irada Dil Ka Pura Ho Tamanna Dil Ki Puri Ho
Dua Abke Meri Khali Na Jana Ya Rasool Allah.
Safar Ab Ke Baras Humko Mayasar Ho Madine Ka
Kaha Tak Dil Ko Samjhana Manana Ya Rasool Allah.
Tere Kehla Ke Yu Bekal Rahoon Dar Dar Phiroon Kab Tak
Bas Ab Nazdeek Khadmo Ke Bulana Ya Rasool Allah.
Khuda Ka Wasta Aur Fatima Hasnain Ka Sadkha
Madina Jald Shaaiq Ko Bulana Ya Rasool Allah.
#tags
bulalo ya rasool allah naat lyrics | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics app | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics book | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics download | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics english | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics full | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics hindi | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics in | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics in hindi | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics mp3 | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics of | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics ramadan | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics status | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics translation | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics urdu | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics video | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics written | ||
ghulamon ko madine mein bulana ya rasool allah naat lyrics youtube | ||
hum ko bulana ya rasool allah naat lyrics in urdu |